Posts

Sita Samahit Sthal ,Sitamarhi,Uttar Pradesh

Image
                                                             Sita Samahit Sthal Hum vaha gaye thae jo bholenath ki nagari ki kashi hai ,kahte hai jab sab khatam ho jayega kalyug ke ant me,tab yeh kashi ko shiv ji apne trishul per dharan kar lenge, jati,jaha Shri ram ne apna Vanvaas bitya tha,jo pehale hindusthan ka sabse bade state tha,Yeh tha Uttar Pradesh,uttar pradesh kyo kaha jata hai,aisa maine kabhi socha nahi,mai ek ghumkad jeev ho,so chal diye apni Uttar pradesh ki yatra pe,ussi yatra ki bahut yaadein hai,bahut pal hai,ussi yatra ke palo me,yatra ka ek ansh me se ek yaha bata rahi ho, varanasi se allahabad ke raste me Sitamarhi aata,highway se andar jana padta hai,rasta thoda kharab tha per jab hum vaha pauche to bahut acha feel hua.sabse pehale ek hanumaan ji ka mandir aata hai,jo dur se hi dikh jata hai,vaha ek haumaan ji bahut badi murti hai,perhum 2 pm pauche thae tab vo band tha.2:30 pm khulne ka time tha so hum sita ji ke mandir ki taraf chal diyae Statue of Lord Ha

Shivad,Ghushmeshwarm, Rajasthan

Image
Ghushmeshwar Jyotirlinga Ghushmeshwar Jyotirlinga  is one of the twelve  Jyotirlinga  shrines mentioned in the  Shiva Purana  "kotirudra sahinta", referred as 'Ghushmeshwar Jyotirlinga'. Ghushmeshwar is believed as the last or the twelfth  Jyotirlinga  on earth. The temple is located at 3 km from Isarda Railway Station in Kota - Jaipur. Train route to Shiwar Town at 100 km from  Jaipur  at 40 km from  Sawai  Madhopur  in  Rajasthan ,  India

Chand Baori step well

Image
Abhaneri  is a village in the  Dausa district  of  Rajasthan  state in  India . It is situated at a distance of 95 km from Jaipur, on the Jaipur-Agra road. The place is popular for the  Chand Baori   step well  and Harshat Mata Temple.

Shree sanwaliyaji seth Murti Parakatya Sthal temple,chittorgarh,Rajasthan

Image

Smdadhieshwar mehdev temple, chittogarh fort, chittorgarh,Rajasthan

Image
Smdadhieshwar mehdev temple iss fort me bahut saare mandir hai or yeh ek mandir hai Smdadhieshwar mehdev temple,humare guide ne batya ki yeh mandir me barhmaji,vishnuji or shivji ke mukh aaps me jude hai,iss mandir ka architecture bahut hi sundar hai..jab aap iss mandir me entry karte hai to aapki nazar sabse pehale iske architecture ko dekhe bine nahi rah payage,jab aap mandir ke andar jate hai to yeh bahut hi bada iska mandap hai,isme three entry gate hai,yeh kuch alag tarah ki murti hai jo deevar se judi hui hai but bahut hi subdar or big hai
Image
I love rain but ask any one who do not like rain,so i clicked raindrops on rose plant.. My fav click